Ye duniya ka dastoor h
Jab tak kamyabi aapke sath h
Sabhi aapke sath rahege
Varana aap kaise ho kis haal me ho
Kisi ko ganta parwah nhi hota
๐ผ๐ผ
Sabhi marte ab tana
Mujhe parta h sahana
Khuch na kar paunga zindagi me
Aisa sabhi ka kahana๐
Sab ne kah liya
Jo tha unhe kahana
Ab bas... Bas
Sabhi chup๐คซ๐คซ hi rahna
Because I don't like tana
Na ban tu jayda sana
Mai kya kar skta hu
Mujhe na batana
I am very big fan of Amit bhadana
Meri sachai janana h
To mere pass aana
Abhi bhi zindagi ke jang me khara hu
Give up karne ka na dhunda h koi bahana
Kitna bhi muskil ho
Maa ne sikhaya
Apne manjil ke taraf tu chalte hi Jana
๐๐๐๐ผ๐ผ๐ฅ๐ฅ
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
๐๐
Apna time aayega ke time me apna aisa time aayega
Kabhi soacha nhi tha
Kya karunga zindagi me khud ko pata hi nhi tha
Chehre pe muskurahat ye bahana sahi tha
Kyuki andar ke dard ko dikhana nhi tha..
Dikhana nhi tha
Dikhana nhi tha
๐๐
Kahte h na
Jab tak saas
Tab tak aas
Yahi h tere Bhai ka viswas
Na kabhi manuga haar
Chahe tum kitna bhi kah lo mujhe gair zimedar
Ek din to karke rahuga in sari muskilo ko paar
Bhai koi sath nhi hota
Jab aap pe ho muskil sawar
Ek haar se ye samjh lete h
Ham harege bar bar
Ham to rukne wale nhi
Ham jaiso ke liye to
Jeet kar rahi h intezar
Jitne wale ke hi kyu hote sare dost ristedar
Kosis karne wale ko kahte h bekar
Na Jane kasi h is duniya ki vichar
Khuch kah nhi sakte
It's like as
apne society ka sanskar
๐๐๐
Vry good
ReplyDeleteAmazing u can beat the talent
ReplyDeleteWah..
ReplyDelete